How to make backlinks
How to make backlinks
How to make backlinks & What is Backlinks |
What is Backlinks & How to make backlinks
What is
backlinks ? (backlinks meaning )
Sabse phle baat karte hai ki backlinks hoti kya hai or ham iska use kaise kar kaise isse apne website par traffic la sakte hai .
Backlinks –
backlinks wo links hoti hai jo hme dusre kisi website ya platform se milti hai , maltab aisi links jiske karan kisi others website ya blog se apke website ya blog par traffic aata hai aisi links ko hi backlinks kaha jata hai .
Backlinks apki website par bar bar ke traffic lane me bahut important hoti hai ,jiske karan apki website par traffic ke karan apki website boots karti hai or acche traffic ke karan wo google ke search engine par bhi rank karne lagti hai jisse apke website ka revenue bhi badta hai or aap acche khase paise kma sakte hai ,bas iske liye ko quality backlinks taiyar karne ki jarurat hogi.
Quality backlinks –
quality backlinks wah links hoti hai jo ham high quality Website par banate hai , ya aisi links jinke karan hme high quality wali websito se traffic aata hai, iske liye hme aisi links ko build karna padta hai or use others websites par knowledge full content ke sath content me hi apne website ya articles ka links add karna hota hai ,lekin iske liye yah jaruri hai ki jis website par aap apna backlinks taiayar karna chahte ho wo guest post accept karta ho jisse aapke liye backlinks taiyar ho .
Guest post –
ab baat karte hai ki ye guest post hota kay , aisa post jo ham kisi dusre Ki website ya blog par post karte hai ,apne acche content ke sath bas yah jaruri hai ki aap jis bhi website par apna post de rahe ho wah is post ko accept kar le jisse apki backlinks taiyar ho jayegi or uski website se apki website par traffic aana chalu ho jayega .
Quality backlinks se unlimited traffic
Ab baat karte hai ki quality backlinks apke websites par bhar bhar ke traffic kaise layegi , jab aap kisi bhi aisi website par apna backlinks banyege jo accha khasa traffic generate karti ho or google par acchi rank par ho, jisse karan yadi visitors uski website par visit karege or uske articles ko read karege ya uske articles me se apki links ko click karege to wah apke website par direct ayege ,jiske karan apka bhi traffic increase hoga .
Jitne bhi visitors apki us links par clicks krege apki website par aa jayege .
how to create backlinks (step by step) -
Ab baat karte hai ki aap backlinks kaise taiyar kar rahte hai or kis types se backlinks bna sakte hai .
Guest post –
jaisa ki hmne upar bataya hai ki aap guest post ke jariye kaise backlinks taiyar kar sakte hai .
· Find relevant websites for guest post –
sabse phle aap ko search karna hai ki aisi kon kon si websites hai jo guest post accept karti hai ,jisse apko yah malum hoga ki wah websites konsi hai or kis types ki hai .
Aisi websites ko find kre jo apke website ke niche se relative ho jisse apke niche se relative audience aap ko mil sake, high quality websites ko find kre or aise hi websito par backlinks taiyar kare .
· Writing content for guest post -
aise post jisme aap apne post par quality content likh kar apne links ko add karte hai ,jisse apke guest post ko accepts hone ke jada chances jada hote hai .
Apne post ko dusre website par dene se phle aap yah dekh le ki aapka post imformative to hai n ,or aap kuch suggestions bhi apni us post par dal sakte hai jisse apki post or artractive hogi or jis websites par aap apna backlinks banana chahte hai wah apke post ko jald hi accept kar lega or apni websites par aad kar lega .
Jisse backlinks ke jariye traffic generate hoga.
· Sponsored post –
yadi dusre website ka owner apke guest post ko accept nhi kar raha to aap use kuch paid kar ke apne post ko add karwa sakte hai , or apki backlinks taiyar ho jayegi
Competitors analysis
Competitors analysis two types ke hote hai
1.Domain level competitors –
domain level par competitors ka analysis karna ,or unke domains ke keyword par analysis karna ki competitors ki websites par traffic kaise aa raha hai ,usne apne backlinks kaha se taiyar ki hai .
2. Post level competitors –
post level par analysis karna ki apka competitors kis keyword par rank kar raha hai or usne kon kon se keyword use kiye hai .
Keyword search tools – Arheaf Webmaster tools
Aise kai webmaster tools hai jin par aap apne competitors ka analysis kar sakte hai .
how to get backlinks 2023
Quara se backlinks
Backlinks taiyar karne liye or Quara se unlimited traffic lane ke liye Quara sabse bdiya platform hai .
Quara me aap logo ke dwara puche gaye sawalo ka jabab de kar or usme apne website ka link add karke aap backlinks bna sakte hai .
Quara me aap apna answer acche tarike se likh kar usme apne website ka link dekar accha khasa traffic generate kar sakte hai .
Apka answer informative or useful ho jo logo ko pasand aye jisse wah apke links ko click kar website par enter hoge .
2 Websites ke jariye –
Sabse phle aap 2 website banaiye , 2 websites taiyar kare , ek aisi website jisme aap social media se traffic lege or dusri apki main website .
jisme aap phli websites ke jariye dusre website par traffic leyege, aap apni phli website par main website ke links ko add kariye , apne phli website ke articles par aise keyword use kre jo apke dusre website par use huye ho .
phli websites ke har keyword or content ke words par dusri websites ki links ko aad kre .
jisse apko social se traffic apki phle website par jayega or wahi se visitors jab keyword par click krega to apke dusre website par chala jyega ,jiske karan apki dusri website par organic traffic ayega , or apka revenue bhi increase hoga .
Tags -
- how to create backlinks for blogger
- high quality backlinks free
- what is backlinks in seo example
- how to create backlinks in wordpress
- create backlinks free
- how to create backlinks (step by step)
- what are backlinks
- backlink checker
- how to create backlinks for blogger
- high quality backlinks free
- what is backlinks in seo example
- how to create backlinks in wordpress
- how to get backlinks for free
- how to get backlinks reddit
- what are backlinks
- how to get backlinks without creating new content
- backlink checker
- how to get backlinks 2021
- high quality backlinks free
- 1000 free backlinks
- backlinks meaning
- how to get backlinks
- backlinks free
- backlinks checker
- backlinks example
- types of backlinks
- backlinks websites
- backlinks youtube
- dofollow backlinks kaise banaye
- do follow backlinks kaise banaye
- backlink checker
- high quality backlinks kaise banaye hindi
- backlink kaise banaye blogspot
- how to create dofollow backlinks in hindi
- da pa checker
- backlinks kya hai
superb articles
ReplyDeleteSuperbb article
ReplyDeleteIt is also unknown if most SEOs will still be in operation if their income remains static. Wat is leadgeneratie
ReplyDelete9c information
ReplyDeleteSuperb
ReplyDeleteTechonline.tech
ReplyDeleteThanks, that was a really cool read! backlinks
ReplyDelete9c blog
ReplyDeleteSuperb
ReplyDelete